Aadhaar Card Gum Ho Gaya to kya kare,
Aadhaar Card Chori ho gaya to kya kare,
Aadhaar Card aag se jal gaya, Kharab ho gaya,
Mujhe mera aadhar Number nahi pata kya karu,
is tarah se bahut sare swal hai,
To start karte hai,
Agar aadhaar card me mobile number register hai to aadhaar card ko download kiya ja sakta hai,
Bina kisi number ke,
Iske liye yah link ko Open kare,
Ab aapko yaha par Wahi name likhna hai jo aadhaar card banwate samay likha tha, ya aadhar card me tha, ya hai.
Aur Aadhaar Me Register Mobile Number Ya Email Id dono me se ak ko dalna hai aur submit me click karna hai,
Us Register Mobile Number me aadhar card ka number sent ho jayega,
uske aapko aadhar download karna hai,
Aadhaar Number se aadhaar Card ko download karne ke liye,
Yah Padhe,
Ok Dost
Agar aadhaar me Mobile number register nahi hai to kya kare,
iske liye yah kare,
Apne najdiki aadhaar center jaye,
Aur kahe Mera Aadhaar Card gum ho gaya hai,
Mere Pass Rasid Nahi hai, aur na aadhaar number,
Aap Download kar deve,
Uske Bad Aadhaar Center wale aapka finger scan karenge ya,
Eye Ko scan karenge aur aapka aadhaar internet se download ho jayega,
aur print ke rup me aadhaar ko le leve,
Aadhaar Chori ho jane par, Thane me suchna dena jaruri nahi hai,
Aadhaar Ko Chori karke bhi koi kuchh nahi kar sakta,
Aap Chahe to Chori hone par report karwa sakte hai,
Ok
Kisi prakar ki jankari ke liye niche comment kare,
Niche padhe,
Leave a Reply