Blogger ki website me Template kaise install karte hai
Jab blogger me website banaya jata hai, to us samay blogger ka hi
koi template ko choose karna hota hai,
blogger ka template ak profeshnal blogger ke liye special nahi hota hai,
Blogger me jo template hota hai,wah CEO friendly nahi hota hai,
Aur Mobile friendly bhi nahi hota hai,
ak special blogger ke liye mobile friendly template hona bahut jaruri hota hai,
Aur blogger ka temlate adsense ke liye puri tarah se special nahi hota.
to aaiye blogger ki website me template ko install kare,
template install karne se pahle aapko jaruri bate dhayan rakhna hai,
uske baad hi template ko install karna hai,
sabse pahle agar aapne apne website ke andar me koi code dale hai, jaise
google webmaster tools ka code dala hai, use Edit html me jakar copy karke save kar le,
Aur Template install karne se Pahle Backup ko Download kar le |
Backup download karna bahut jaruri hai,
backup kaise lete hai yah aapko niche bataya gaya hai,
Sabse pahle Google ceo friendly template likhkar search karna hai,
aur website ko open karke apne pasand ke template ko download karna hai,
Jo template Download hoga wah Zip file me hoga,
Un Zip karne ke liye aapko yah karna hoga,
us Zip file me Right click kare,
us Zip file me Right click kare,
aur Extract files me click karna hai,
folder ko open karna hai,
Aapko Yah xml ka is tarah se file najar aayega,
Aur Template ko click karna hai,
uske baad Backup/Restore ki Button me click karna hai,
Download karne se aapke website ka template download ho jayega,
aur kabhi bhi use phir se use kar sakte hai,
uske baad,
us unzip ki folder ko open karna hai, aur, xml ki file me click karna hai, aur open karna hai,
ab aapko Mobile ki is setting me click karna hai,55
Yes- Kya aap blogger ki is template ko mobile me dikhana chahte hai,
No- Kya aap blogger ki is template ko mobile me dikhana nahi chahte hai,
Aapko yaha par No karna hai,
template mobile me dikhega,
Aur No par Clik karne ke baad Save par click karna hai,
Ab aap jan gaye honge, blogger me Template ko kaise install karte hai,
Kisi prakar ki problum ho to comment kar sakte hai,
ya facebook me jud sakte hai,
Dosto agar aapko yah Article achchha laga to Kripya, Apne Dosto me share kare, Comment kare, apne sawal puche, धन्यवाद्
Leave a Reply