Hello Dosto Aaj Aap Janne Wale Hai,
Google Play Store Kya Hai ?
Aur App Ko Kaise Download and install karte hai ?
Google Play Stor Googlle Drara Lonch Kiya Gaya yah Android Oprating System Hai,
Jo is Website Ke Madhyam se App ko Logo Tak Pahuchata hai,
Ya Kah sakte hai Ya Online Shop hai, Jo free and Paid me Chijo ko deti hai,
Google Play Store 22 october 2008 Ko Lonch Kiya Gaya Tha,
Google Play Store Par Aap Bahut Sare Apps Application Free and Paid Me Download Kar
Sakte hai,
Jaise Ki, Google Play Music, Books, Games, Movies, Newsstand, Sabhi free and Paid Me Download Kar Sakte hai,
Google Play Me Sabse Jayda Android App Milte hai, Aur Sabse Jayda Log apps and Games hi Play store se download karte hai,
Sabhi Android Mobile me Play Store Hote Hai, Jo is tarah se dikhte hai,
Play store ko use karne ke liye aapke pass apni khud ki email id honi chahiye,
Play store me login Hone Ke Bad is tarah se dikhai dega,
Chaliye ab aapko batata hun, App Ko Kaise Download Karte hai,
Mai appko instagram Kaise Download and istall Karte hai,
Yah Batane Wala Hun,
To Start Karte hai,
Aapko search Box to dikh hi raha hoga, bas uspar click karna hai,
Aur Jo bhi application Ko download karna hai use likhna hai bas,
Jaise Mai instagram Likh raha hun,
Jaise Hi app is Tarah se aayega to Confirm Karna hai Ki Ye wahi App hai, Jise Ham wastam me download karna chahte hai,
Kahi Dubllicate app ya Dusra app to nahi,
Uske Baad App ke Upar Click karna hai,
is Tarah se Dikhai Dega,
Ab install me Click Karna hai,
Uske Baad is Tarah Ka Proggre Dikhega,
Uske Baad Wah Download Ho Jayega,
Ab Open karna hai,
Ap wah aapke Mobile me hoga,
Ok
Leave a Reply