Agar aapko computer me internet chalane me koi problem hai to aap yah upay kar sakte hai. Computer me internet Chalane ke 6 Tarike Jane? कंप्यूटर में नेट कैसे चलाएं
इस आर्टिकल में यह सभी #हेडिंग शामिल हैं
PC me net Kaise Chalate Hai, PC me internet Kaise Chalaye
![]() |
Computer me internet Chalane ke 6 Tarike ki image |
#Computer me internet Kaise Chalaye?
Internet ko Mobile me bahut hi aasani se chala sakte hai, aur Laptop me chalane ke liye Wi-Fi Network Connector hota hai. Lekin Computer me internet chalana bahut hi mushkil hota hai, Lekin Koi bat nahi Aap is tarah se Computer me internet chala sakte hai.
- Yah bhi Padhe :- घर पर कम्प्यूटर चलाना कैसे सीखते हैं
Computer me net Kaise chalate hai. कंप्यूटर में नेट कैसे चलाते हैं?
Computer me internet chalane ke bahut sare upay hai,
Computer me Network Card Lagakar.
Computer me internet chalane ke liye alag se Network Card aata hai, jise computer me lagwa sakte hai, ise lagwane ke liye aap kisi bhi computer shop center me apne CPU Ko lekar ja sakte hai, is Network Card ka Prize bahut kam hota hai. Lagbhag 1500 tak me ho jayega.
Wi-fi Dongle Card Lagakar.
Mobile USB cable Se Connect Karke.
Connect karne ke liye yah kare, Mobile me internet ko on Kare, Mobile Charge Cable ko Mobile me connect kare, aur USB ko computer me dale, ab mobile me Setting me jaye, Network Me USB tethering ko on kare, Aap Mobile me find karke bhi USB tethering search kar sakte hai. Iske liye computer me koi alag se network ki jarurat nahi hai.
Broadband Cable se Connect Karke,
Brodband me aap direct connect kar sakte hai, ya wi-fi ke madhyam se connect kar sakte hai.
Hot Spot Se Wireless Connect Karke.
Aaj ke samay me Jio HotSpot bahut faimus hai. Sabhi iska upyog kar rahe hai. Iska prize bhi bahut kam hai, ise kahi bhi le jaya ja sakta hai, Iska prize 999 se 4000 ho sakta hai, Isko chalane ke liye yah kare, HotSpot on Kare, Aur Computer ka wi-fi on karke password dale.
Dongle Se Connect Karke.
Conclusion
Aasha karta hu ki aapko yah jankari pasand aaya ho, yah jankari har kisi ko jarur hona chahiye jo internet me expert hona chahte hai.
Leave a Reply